Khamosh Raat
Khamosh Raat
Sehmi Hawaa
Tanha Tanha Dil Apna
Tanha Tanha Dil Apna
Aur Door Kahin, Roshan Hua Ek Chehra
Ek Chehra, Ek Chehra
Ye Sach Hai Ya Sapna
Ye Sach Hai Ya Sapna
Ye Sach Hai Ya Sapna
Khamosh Raat
Sehmi Hawaa
Tanha Tanha Dil Apna
Tanha Tanha Dil Apna
Aur Door Kahin, Roshan Hua Ek Chehraa
Ek Chehraa, Ek Chehraa
Ye Sach Hai Ya Sapna
Ye Sach Hai Ya Sapna
Jhuki Jhuki Palkein Jab Uthi
Nainon Mein Diye Madham Madham
Adh Khule Hothon Se Hansee
Jhaank Rahi Madham Madham
Kaise Kahan Phir Ho Gayee
Uski Charee Madham Madham
Pal Pal Uthti Hasratein
Hone Lagi Madham Madham
Aur Door Kahin, Roshan Hua Ek Chehraa
Ek Chehraa, Ek Chehraa
Sooraj Tha Pe Noor Sa
Uski Tanak Madham Madham
Chaand Bhi Sa Bujha Bujha
Taare Bhi The Madham Madham
Jugnu Dilasa Dene Lagey
Nanhi Si Jaan Madham Madham
Shamaa Bhi Thak Haar Ke
Hone Lagee Madham Madham
Aur Door Kahin, Roshan Hua Ek Chehraa
Ek Chehraa, Ek Chehraa...
Jeene Ka Tha Hum Mein Dam
Par Nahin Tha Koi Humdam
Khushiyoon Ki Thi Justajoo
Mil Rahe Thay Bas Gham Hi Gham
Shuru Mein Is Duniya Ke Bhi
Khamoshi Thi Aur Ek Thay Hum
Rahein Sabhi Thi Sooni Sooni
Uth Rahe Thay Kadam Tham Tham
Aur Door Kahin, Roshan Hua Ek Chehraa
Ek Chehraa, Ek Chehraa
Ye Sach Hai Ya Sapna
Ye Sach Hai Ya Sapna
Khamosh Raat
Sehmi Hawaa
Tanha Tanha Dil Apna
Tanha Tanha Dil Apna
Aur Door Kahin, Roshan Hua Ek Chehraa
Ek Chehraa, Ek Chehraa
Ye Sach Hai Ya Sapna
Ye Sach Hai Ya Sapna
[Movie: Thakshak (1999)]
1 Comments:
kay baat hai Praveer bahut sahi gaana chuna hai. Lagta hai aapko koi mil gaya :)
enjoy,
Chintan
Post a Comment
<< Home